Phir teri yaad tanqueehe – Ghazal

Phir teri yaad tanqueeh-e-maseehai thee

Ghazal lyrics by Atam Jeet Singh

Phir teri yaad tanqueeh-e-maseehai thee
Kushta-e-naaz ki taqseer-e-rihai thee

Ye ghanimat ke khwahish naavnosh nahin
Daagh-e-dil duhmane jaan na shifai thee

Mardum-shanaas-mashaqqat-nazar-tegh-o-fan
tapte sehra mein rangeen-e-hayat bhar layee thee

Dame-aab ne patton par moti bekhair diye
Khil ke bela ne sard-fazaa mahkai thee

फिर तेरी याद तन्क़ीह-ए-मसीहाई थी
कुश्ता-ए-नाज़ की तक़्सीर-ए-रिहाई थी

ये ग़नीमत के ख्वाहिश नावनोश नहीं
दाग़-ए-दिल दुश्मन-ए-जां ना शिफ़ाई थी

मर्दुम-शनास-मशक़्क़त-नज़र-तेग़-ओ-फ़न
तपते सेहरा में रंगीन-ए-हयात भर लाई थी

दमे-आब ने पत्तों पर मोती बिखेर दिए
खिल के बेला ने सर्द-फ़ज़ा महकाई थी