Garche zulme parvar ki inayat ho jaye

New Ghazal – Garche zulme-parvar ki inayat ho jaye

Garche zulme-parvar ki inayat ho jaye
goya sau baton ki ek baat ho jaye !

Parde ki tasveeron ke hain chand achhe shayar
dil mein kasak hai mulaqat ho jaye

Barke-nigahee tabassumkuna jism hoton pe hasin
zeenat-e-shab dekhe to baeese infaal ho jaye

Vo nazneen nagah jo samne aa jaye
palken uthen to salaam ho jaye !

If the Devil be kind enough;
then as if instead of vagaries let there be a theme
dialogue straightaway

There are many good poets of cinema
In the cloudiness of rains let there be a meeting

Lightening in the eyes smiling body & giggle on lips
The ‘illuminated’ dusk after seeing her gets embarrassed

If the pretty woman suddenly comes before the eyes
let there be a salute when the eyelashes take an upturn!

गर्चे ज़ुल्मे-ए-पर्वर की इनायत हो जाये
गोया सौ बातों की एक बात हो जाये !

पर्दे की तस्वीरों के हैं चाँद अच्छे शायर
दिल में कसक है मुलाक़ात हो जाये

बर्के-निगाही तबस्सुमकुना जिस्म होटों पे हसीं
ज़ीनत-ए-शब् देखे तो बाइसे-इन्फाल हो जाये

वो नाज़नीं नागाह जो सामने आ जाये
पलकें उठें तो सलाम हो जाये !

Garche zulme parvar ki Inayat ho jaye

Chan kahan se payen hum

Ghazal couplet: Chan kahan se payen hum

Chan kahan se payen hum
aashobe nazar zamane ki,
Farhad ka kohe-jigar kyon kar
dhoond ke layen hum !

चैन कहाँ से पाएं हम
आशोबे नज़र ज़माने की ;
फरहाद का कोहे-जिगर
क्यों कर ढून्ढ के लाएं हम !

From where to find peace
in this restless sight of the world,
Why at all would I need the extreme
courage of ‘Farhad’ for his beloved ‘Shirin’ !

– Atam Jeet Singh

https://www.facebook.com/artistatamjeetsingh
Chan kahan se payen hum

Chan kahan se payen hum

Waqt ko teergi se mohabbat si hai

Ghazal : Waqt ko teergi se mohabbat si hai
Lyrics : Atam Jeet Singh

Waqt ko teergi se mohabbat si hai
Zulmat ko ujale se ranjish si hai

Sahil ka ye manzar to baija hai lekin
Kashti ko bhanwar mein doobne ki adat si hai

Tashna lab to aakhir pahunch gaye maikhane saqi
Naseh-munsif ko paimane se nafrat si hai

Khwabe-pareeshan kyon na ho raaton ki thakan
Meri aankhon ko neend se rafaqat si hai

ग़ज़ल –
वक़्त को तीरगी से मोहब्बत सी है
ज़ुल्मत को उजाले से रंजिश सी है

साहिल का ये मंज़र तो बजा है लेकिन
कश्ती को भंवर में डूबने की आदत सी है

तष्ना लब तो आखिर पहुँच गए मैखाने साक़ी
नासेह मुंसिफ को पैमाने से नफरत सी है

ख्वाब-ए-परीशाँ क्यों न हों रातों की थकन
मेरी आँखों को नींद से रफIक़त सी है

Woh gayee raat …

Ghazal : Woh gayee raat mila tha mujhse
Lyrics : Atam Jeet Singh

Woh gayee raat mila tha mujhse,
ajab shakhs tha ke khafa tha mujhse

Dasht ki veerani sehra ka kambakht safar,
Gardishen dauran mein vo saaya ubhra kahin se

Dariya me doob ke khush hai gauhar
Gahraaiyon ki raahat bhi kam nahin kise se

Shayestgi nahin aasan shath farebi duniya mein,
Baaghe-wahash saja ke dekho, phool khil jaye zameen se !

वो गयी रात मिला था मुझसे
अजब शख्स था के खफा था मुझसे

दश्त की वीरानी सेहरा का कम्बख्त सफर
गर्दिशें दौरां में वो साया उभरा कहीं से

दरिया में डूब के खुश है गौहर
गहराइयों की रIहत भी कम नहीं किसी से

शाइस्तगी नहीं आसान शठ फरेबी दुनिया में
बाग़े-वहश सजा के देखो फूल खिल जाये ज़मीन से

Poetry in English

That who met me by the passing night
Strange person it seems was angry at me

Solitary loneliness of jungle & thankless journey of the
desert,
In the uncertain wheel of time singular shadow emerged
from somewhere

The pearl is happy to drown in the sea,
for the relief-O-depths isn’t less than anything else

Civility is not easy in sly deceitful world,
Try adorning garden O brute, the flower might
spring up from earth